Namaz k baad ki Dua

Namaz k baad ki Dua

Rasool Allah (ﷺ) jab namaz se salaam phairte to kehte:


« اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي مَا قَدَّمْتُ وَمَا أَخَّرْتُ وَمَا أَسْرَرْتُ وَمَا أَعْلَنْتُ وَمَا أَسْرَفْتُ وَمَا أَنْتَ أَعْلَمُ بِهِ مِنِّي أَنْتَ الْمُقَدِّمُ وَالْمُؤَخِّرُ لاَ إِلَهَ إِلاَّ أَنْتَ ‏»


(Allahummaghfirli ma qaddamtu wa ma akhkhartu wa ma asrartu wa ma a'lantu wa ma asraftu, wa ma anta a'lamu bihi minni antal-muqaddimu wal-mu'akhkhiru, Ia ilaha illa anta)


"Aey Allah! Mere pichle aur agle gunah maaf kar dein, wo tamam gunah jinhein mai ne chup kar kiye ho aur jinhe mai ne khullam khulla kiye ho, aur jo hadd se zyada kiye ho usey aur us gunah ko jisey Aap mujh se behtar jaante hain. Aap jisey chahe aage karen aur jisey chahe peeche karen, Aap ke siwa koi ibadat ke layak nahi."


📚: Sunan Abi Dawud 1509 | Sahih





Comments

Popular posts from this blog

Neki ka Ajar

Ghulam Azaad krne ka Sawab